Ms Word का Magical Trick सबको पता होना चाहिए

Rajendra Kumar Verma
0
Ms Word का Magical Trick सबको पता होना चाहिए 


Dosto Aaj Mai Aapko Ms Word ka Magical Trick bataunga jo ki bahut hi kam ka hai jaise samany tarah se agar koi line drow karani ho to ham jate Insert Aur Shapes Me aur uske bad koi line Select karte hai jaise Niche diya gaya hai


Agar Hame Line khichani hoti hai to ham bar bar is option me jate hai aur select karte hai. Lekin Mai aap logo ko 5 Sortcut bataunga jo ki secendo me line Sidhi khich degi.  To chaliye us Shortcut Key ko Apnate hai.

1.To dosto agar aap ek Sidhi Line Khichani Chahte Hai to Ms Word ko Khol lijiye aur usme Aap -------- minas ka chinh 4ya 5 bar  Lagaye Aur Enter Press Kar Dijiye.Jaise Hi enter press Karenge to aapko Ek sidhi Line Taiyar ho jayegi

2. Dusra Option Hai Agar Aap Double Line Chahte Hai To. Aap ======= Is Chinh Ko 4 Ya 5 Bar Laga Kar Enter Press Kar De.Jaise Hi enter press Karenge to aapko Ek Double Line Taiyar ho jayegi

3. Agala Option Aap ****** Star Ka 4 ya 5 bar Laga Kar Enter Press Kar De.Jaise Hi enter press Karenge to aapko Ek Patern Line Taiyar ho jayegi

4. Agar Aap Ek Moti Line Chahte Hai to ##### Ka Button 4 ya 5 Bar Laga Kar Enter Press Kar De.Jaise Hi enter press Karenge to aapko Ek Moti Line Taiyar ho jayegi

5. Aab Apko Zig Zag Ki tarah Line Taiyar Karne Ke liye ~~~~~~
is ko 4 ya 5 Bar Laga Kar Enter Press Kar De.Jaise Hi enter press Karenge to aapko Ek Zig Zag Line Taiyar ho jayegi

Ya Niche Diye Gaye Image Bhi Dekh Sakte Hai Aur Aap Asani Se Kar Sakate Hai

Yah Post Kaise Lagi 

अगर आपका इससे Related कोई भी सवाल है तो आप Comment में पूछ सकते है। 


यह पोस्ट अच्छी लगी तो मेरे Facebok Group से जरुर जुड़े और मेरे Facbook Page को Like जरुर करे अगर कोई परेशानी हो तो Coment करे

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.
Post a Comment (0)
Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !