Bitcoin Kya Hai ? Bitcoin Kaise Kaam Karta Hai

Rajendra Kumar Verma
0
Bitcoin Kya Hai ? Bitcoin Kaise Kaam Karta Hai



Bitcoin kya hai ?


Hello Friend’s mai aapko bataungi bitcoin kya hai. Bitcoin ek digital payment, property and currency hai. aur iska avishkar (Satoshi Nakamoto)  years 2008 mai kiye the phir 2009 mai open source software ke jaise start kiya gaya. Bitcoin ka use koi bhi kar sakta hai. AS- sabhi internet use karte hai But uska koi malik nahi hota hai usi tarah bitcoin hai.

Bitcoin jo hai wo ek virtual currency hai .jaise aapke pass kuch currencies hai ruppes , sikke ,doller etc.  Ek baat aur Bitcoin jo hai wo ham sab na dekh sakte hai aur na touch kar sakte hai.
  • Bitcoin kaha pe bante hai-

Aapko bata du kuch log jo hote hai wo apne computer se peer to peer network based pe work karte hai . jaise jo upyogkarta hai jitna jayada computing shakti network yogdan dete hai  usi anupat mai unhai New bitcoin milta hai. Bitcoin online payment use karne ke liye kiye jata hai. As- online developers , non-profit organisations ,entrepreneurs etc .Bitcoin ka use puri world mai global payment ke liye kiye jate hai.

Aapko bata du baki currencies ka use kar ham online transactions karte hai .jaise bank ke payment process usse follow karna hota hai .kyuki thbhi jake  ham payment kar pate hai. aur har transactions ke hisab se bank account mai rahta hai. aur pata lagaya ja sakta hai ki paisa kaha hai aur kitna Expenses kiya gaya hai .

eparator" style="clear: both; text-align: justify;">
but Bitcoin ka koi malik nahi hota hai .but uske sath kiya gaya transactions ek public leader ke khate mai record hote hai. jo aap bitcoin ko block chain kahte hai. aur Bitcoin ke sath  kiya gaya transaction details store hota hai aur wahi blockchain iska result hote hai ki kya transaction hua ya nahi.


Bitcoin Wallet kya hai-

jaise bitcoin jo hai wo only Electronically  store karke rakh sakte hai. but rakhne ke liye wallet ki jarurat padega tho sabse pahle Bitcoin wallets kitne parkar ke hote hai ye jante hai – Desktop wallets, Mobile wallet,online/web-based wallet,Hardware wallet but inmai se ek wallet ka use karke account banane hote hai.ye address ek unique id dete hai. Example- aap kahi se bitcoin kamaye hai aur aapko apne account mai store karna hai tho aapko us address ki jarurat padega.Aur aap usi ke help se bitcoin ko wallet mai rakh sakte hai. jaise bitcoin kharidna hai ya sell karna hai tho aapko bitcoin wallet ka jarurat padega.ya phir aapko bitcoin sell karna hai tho uske badle aapko jitna paisa milega wo apne bank account mai transfer karke bitcoin wallet ke throw karwa sakte hai.

Bitcoin ka value kitna hai-

Aapko bata du Bitcoin ka value $16546 mean ek Bitcoin ka value 10,6000 hai but iska value kam jayada hote rahte hai. Aur isko control karne ke liye authority nahi hai kyuki iski value iske demand se change hote hai.


Bitcoin ke use karne ke profit

1.Aapko transaction fee credit And debit card se payment karna bahut kam hota hai.

2. Aapko bata du bitcoin ka account kabhi bhi Block nahi hote hai. Example –aapne dekha hoga kisi reasion se bank mai ham sab ke credit ya debit block ho jata hai.But ye problem ismai nahi hote hai.

3. Aapko bata du bitcoin ko aap kahi bhi kabhi bhi send kar sakte hai.

4. Aap long term ke liye bitcoin mai invest karna hai tho aapko achi profict hogi.wo isliye bitcoin ki kimat jo fast ho gaya aur bad raha hai aur aage profict bhi ho sakta hai.

5. Aapko bata du bitcoin ka transaction process mai koi government ya authority najar nahi rakhte hai.

Bitcoin use karne ka nuksan kya hai-

1.Aapko bata du bitcoin ko control karne ke liye authority ya bank ,government nahi hai aur bitcoin ki kimat jo hai usmai kafi upar niche hota hai isliye thoda risky hai.

2 – Jaise aapka account hack ho jata hai tho aap apne saare bitcoins loss kar dege aur wapas bhi nahi aa payega aur ismai koi aapki help bhi nahi kar sakta hai.



Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.
Post a Comment (0)
Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !