Khud se delet hone wala Email Kaise Bheje Step By Step

Rajendra Kumar Verma
1
Khud se delet hone wala Email Kaise Bheje Step By Step

Apane aaj ke is Artical ke dwara mai aap sabhi ko batane wala hu ki aap kis tarah se kisi ko bhi Secret Email Bhej Sakte hai to mai aaj isi bare me bataunga email send kaise kare wo bhi secret aur to aur time bhi sath sath ki kitne samay uske email par rakhna chahte yah bhi kar sakate hai Automatic



Note:  Agar aap gmail ki Secret Email ka istemal karake mail send karoge to us Mail ko Prapt karne wala banda na to Us email ko kisi ko Forword Kar Payega aur Nahi Us Email Ko Copy Kar Payega Aur Sath Hi Apka Bheja Hua Email Uske Gmail Me Se Automatic Delet Ho Jayegi Yah gamil ke andar bahut hi behtarin Fitcher Joda Gaya Hai Jo Ham logo Bahut Kam Ka Sabit Ho sakata hai

Secret Email Kya Hai

Apane Aksar Kisi bhi Hacking Movie Me dekha hoga ki kisi ke pas Email ata hai to o apane aap Delet ho jati hai  aise hi dekhar kar apake Dimag me aata hai ki kas ham bhi yah kar pate Email Bhejane ke bad apane aap delet ho jaye to dosto aap jarur kar sakate hai aur o bhi bahut hi asan tarike se .......


Secret Email Kaise Bheje 

Google Ne haal hi me Gmail me ek naya Feature joda hai . jiska istemal Secret email bhajane me istemal liya ja sakata hai Chaliye Jan Lete Hai Kaise Secret Email Bheje


          Also Read: Aa Gaya Gmail Ka Naya Look 


Step 1. Sabse pahale aap Gmail Acount se login Ho jaiye

Step 2. Ab Aap Seting Icon Par Click Kar Ke Try the New Gmail par Click Kare

Note: Aisa Karte hi apake Samne Gmail ka Naya Look yani Naya Version aa jayega is naye Version Me Bahut Badlaw Kiye Gaye Hai jiski Jankari Aur Bhi Dunga .Abhi Kewal Secret Gmail Ke Baare Me Bataunga

Step 3. Scret Email bhejane ke liye sabase pahale aap Compose wale button Par Click kare . Is button par click karte hi apake samne Emain send karne ka Option aa jata Hai

Compos Box ke niche aapko ek button dikhayi dekha jaisa ki Image me Dikhaya gaya hai us par click kare


Step 4. Ab aapko Us button karte hi ek Popup Window Open hogi jiske diye gaye Image Dwara Settin Karna Padega



Ab aapko Set Expiry ka Button hoga uspar click Karke Jitena din uske Email Rakhna Chahte hai 1Day Ya Fir 1 Week jo bhi o Select kar le Uske Baad Save Buton Ppar Click kar de Usake Jo kuchh Bhi Us bande Par Bhejana Hai Bhej De Aur Jitane Time Diya Hai Utana Time Hote hi Uske Gmail Se Apane Aap Delet Ho Jayega


Agar Aap ko Yah Post Achhi Lagi to Apane Dosto Ke Sath Share Kare Coment Kare Thanks........

Post a Comment

1 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.
  1. your site is very nice, and it's very helping us this post is unique and interesting, thank you for sharing this awesome information. and visit our blog site also
    Tamilrockers
    tipsontechnology
    learn every time new tips on technology
    Hey my audience, in this website we’ll post about many tips on technology. many tips on hacking, education and many entertainment niche. i’ll post something special for you, Everyday
    So check out it from here
    tipsontechnology
    learn every time new tips on technology

    ReplyDelete
Post a Comment
Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !