अपने Blog/Blogger को कैसे Delete करते है Permanently Step By Step
Hello Friend Aaj Mai bataunga ki Blog/Blogger ko delet kaise karte hai
So Aap apne blogger blog ko permanently delete karna chahte ho. Right? Is post mein main apko bata raha hu ki Blogger Blog kaise delete karte hain uski Step by step jankari hindi mein delete blogger blog...
Jaisa ki hum sab jante hain ki blogging ke liye Blogger ek bahut badhiya Platform hai. Blogger par blog start karne ke liye hume Web Hosting kharidne ki jarurat bhi nahi padti hai. Kyuki ye bilkul free hai. Aur Aap blogger se Adsense ko connect karke Online paise bhi kama sakte ho. lekin phir bhi delete karne ke bahut se karan ho sakte hain jaise- Blog par jyada traffic na ana, Blog topic etc........
Apne Blog Ko Delet Kaise Kare
1. Sabse pahale Apne Blog Acount ko Yaha click Karke login kar le.
2. Jis Blog ko delete karna chahte ho blog choose karo
3. Ab Setting>Other par click kare Jise is picture mein ha....
4. ‘Delete blog’ par click karne par ek popup window open hogi.....
6. Blog ko delete karne se pahle Blog ki copy download jarur kar le taki agar aap blog ko Undelete kare to ye aapke content ko bapas lane ke kaam ayegi. Jab Aap blog ko download kar le tab Delete This Blog par click kar ke blog ko delete kar de.....
Ab apka blog delete ho jayega aur apke home page par kuch is tarah show hoga. Jaisa ki Aap picture me dekh sakte ho........