Fecbook Color Chang Kaise Kare

Rajendra Kumar Verma
0
Fecbook Color Chang Kaise Kare

Facebook Ka Backgroud Color Kyo Change Kare


Hum facebook ke blue color se bor ho jate hai. shayad aap bhi. agar hum facebook ka color change kar de. to uska look hi change ho jata hai. or hum new look se thoda acha mahshoos karte hai. sabse badi baat aapko apni pasand ke color me facebook chalane ka tarika hai. aap ek bar try kijiye khud jan joge ki ye tarika kitna cool hai. sath hi hume mat bhool jana. aapko bhi is site ko share kar ke humari bhi help karni hai

Facebook Ka Backgroud Color Kaise Change Karte Hai


Step 1 

 1. Sabse pahle Chrome Webstore par jaye. 

2. Ab jo windows khule usme aapko jo color acha lage select karna hai.
1. Search box me "facebook color changer" likh kar search kare.

2. yaha par Facebook color changer, facebook bar color, facebook theme jaise bahut se option milenge. aapko facebook ka backgroud color change karna hai. so "facebook color changer" select kare.

3. "facebook color changer" ke samne "ADD TO CHROME" par click kare.

Step 2

1. aapke "ADD TO CHROME" karne ke bad ek popup page khulega usme "Add extension" par click kare

2. Ab ek 200-300 kb ka sofware download hoga. 

3. downloding hone ke bad alag se windows khulegi usme finish par click kare.
4. ye ek msg hai ki aap chrome me extension use karne ke bad hi color change hoga. ise ayse hi chod de.

5. Finish par click kare

1. ab browser me facebook.com par ja kar log in kare.

2. browser ke right side me url box me facebook ka icon hoga. image follow kare..

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.
Post a Comment (0)
Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !